| jana!qatil se kabhi pyar na mango |
| jana!qatil se kabhi pyar na mango, apne hi gale ke liye talwar na mango, jal jao kari dhoop me khamoshi se lakin, apnon se kabhi saaya-e-dewar na mango |
|
| qatil se kabhi pyar na mango |
| jana!qatil se kabhi pyar na mango, apne hi gale ke liye talwar na mango, jal jao kari dhoop me khamoshi se lakin, apnon se kabhi saaya-e-dewar na mango |
|
| Kadam kadam pay hawa ki simt |
|
Kadam kadam pay hawa ki simt ka dihan rakhna,
Mushkil waqt main dosti ko yaad rakhna
“Hamari yadoon ki khushboo zaror aye gi tumhain�
.
.
.
bus apni NAAK SAAF rakhna. |
|
| khuda ne jab tumhe banaya hoga |
|
khuda ne jab tumhe banaya hoga confusion ka moment ayya hoga ,kabhi monkey to kabhi donkey banaa chaha hoga , end main dono ka mixture pasand ayya ho ga. |
|
| Jab chala chor k batlanay ki zahmat bhi na ki, |
| Jab chala chor k batlanay ki zahmat bhi na ki,
Khob tha dosti ek arsa nibhanay wala,
Dushmani k bhi tu aadaab hain aey dost bata,
Koi itna bhi na tha tujh ko batanay wala. |
|
| zulf rukh say hatta k bat karo |
| zulf rukh say hatta k bat karo
raat ko din bana k bat karo
ashianay k charagh madhum hain tum zara
aankhain uttha k baat karo koi taza fareb
danain ko tum zara muskara k baat karo
yeh bhi andazay guftagu hai koi jab karo dil dukha k bat karo. |
|
| Wada kero per nibhana sikho |
|
Wada kero per nibhana sikho
Chahat dil mein rakho per jitna sikho
U hi kisi ko intizar na karvao
Koi ager pyar se SMS kare to jawab dena sikho. |
|
| Aj rotha howa 1 shaks both yad aya |
| Aj rotha howa 1 shaks both yad aya
Acha guzra howa kuch waqt bohut yaad aya
Jo mery dard ko seenay mein chupa leta tha
Aj jab dard hua to bohut yad aya. |
|
| Kal ko milne ki aas rehne do, |
| Kal ko milne ki aas rehne do,
Zindagi ki baqi pyas rhne do,
Apni khushiyan smait lo jana
Mujh ko u hi udas rhne do. |
|
| Pyar ankon se jataya to bura man gae |
| Pyar ankon se jataya to bura man gae
Hale dil humne sunaya to bura man gae
Wo to har roz rulaate the humen
Hum ne ek roz rulaya to bura man gae. |
|